Hum har ek Indian ko spicy khana bahut jyada pasand hota hai aur usi ke sath agar namak na ho khane mein to maza bilkul nahi aata. Aur hum jaise Indian logon ko ek hi jyada bada aadat hai — ki sabse jyada famous khane ka aadat matlab jyada se jyada maximum hum log matlab 2025 mein ICMR mein dekha gaya ki har ek Indian log 11 gram daily daily salt khate hain.
Aur chalo aaj ke baare mein batayenge ki basically BP, stroke, heart discussion aur kidney failure yeh saari cheez ka bimari bhi hota hai kitne saare namak khane ke nuksan. Chalo aaj ke liye article ke andar poora discuss karte hain, matlab poora highlight dikhayenge, aur ICMR ka study ke hisaab se proof logon ko highlight dikhayenge — wahi proof hai na. To article kaafi jyada informative hone wala hai, to chalo let’s begin.
To dekho mere bhai, ab main tumko jo report dene wala hoon woh main khud se nahi bata raha hoon. Woh basically ICMR study ke hisaab se 2025 ka latest study ke hisaab se jo estimated result nikalta hai na, wahi main tumko ke sath share kar raha hoon.
Baaki dekha jaye to ek Indian aadmi average 10 to 11 gram daily salt consume karta hai. Baaki estimated dekho to isse thoda jyada bhi ho sakta hai lekin kam bhi ho sakta hai. Lekin mota-mota dekha jaye to 10 se 11 gram daily India mein har ek vyakti consume karta hai — woh bhi normal sadha wale namak hai na.
Baaki WHO ke limit ke hisaab se to hum log ko na 5 gram hi daily khana chahiye. Lekin hum log dugni matra mein namak ko consume karte hain na. To dekho kya kya bimari ho sakta hai woh main tumko chalo bata deta hoon. To isse tum log ko ho sakta hai heart attack aa sakta hai ya fir kidney ka failure bhi aa sakta hai. Itne saare bhayanak bimari hota hai na to kya bolu tum log ko.
⚠️ Ab Zyada Namak Ke Side Effects:
To sabse jo major cheez hai na — woh hai ki salt jyada khane se high BP ho jata hai aapka. To phal to water aur baaki saare cheez khane ki wajah se matlab namak ke sath jitne bhi hota hai, to usse na aapka blood pressure kaafi jyada high ho jata hai.
Aur high BP ke kaaran aapko heart attack jaise matlab ho sakta hai — bimari bimari jaise nahi lekin heart attack ho sakta hai — jyada high matlab high BP hone ke wajah se ho sakta hai agar aapka blood pressure kaafi jyada hai to.
Aur jaise ki tum log ko starting mein bataya tha, isse aap logon ko kidney ka failure bhi ho sakta hai. Kyunki jyada agar aap log salt khate ho, matlab namak jyada khate ho to isse aapka jo kidney ka filter karne ka jo process hota hai na usko kaafi jyada tez kar deta hai — 2 guna ya fir 3 guna bhi kar deta hai.
To usse itna jyada fast aapka kidney overload par aa jata hai na, isse aapka kidney failure hone ka chances kaafi jyada increase ho jata hai. Ya fir aapka bones na kaafi jyada weak ho sakta hai, matlab kamzor ho sakta hai aapka bones agar aap bahut jyada salt khate ho to.
🍟 Kya Khaate Hain Indian Log?
Baaki kahin hum jaise Indian ko jyada spicy khana bahut jyada pasand hai. Jaise apna papad ho gaya, achar ho gaya, namkeen ho gaya, khushiyan ho gaya aur instant noodles, chips and ready-made kuch khana, ketchup ho gaya, chane ho gaya ya fir koi daal mix daal ya fir koi aur khana kyu na ho — ismein har ek cheez ka main matlab bada hota hai — woh namak.
Kyuki hum log bahut jyada namak khate hain other country ke mukable. Kyuki India mein jyada log na bhaji khana jyada pasand karte hain aur usi ke sath namak to obvious baat hai khate hi honge.
Ismein koi shak nahi hai aur isi cheez ki wajah se jyada saare bimari India mein hota hai. Matlab India ke logon mein hi paaya jata hai.
📉 Safe Salt Kitna?
Aap log ke sath ab share kar deta hoon ki aap logon ko kitna namak khana chahiye ya fir kitna namak aap logon ke liye bilkul safe hai.
To WHO guideline ke hisaab se na, aap logon ko daily ek tablespoon — poore din mein na — bas ek tablespoon namak khana chahiye. Usse jyada bilkul nahi hai.
Aur average ke hisaab se matlab dekha jaye to 10 gram — 10 gram se neeche hoga to bahut jyada badiya hai. Lekin 10 gram se upar bilkul nahi hona chahiye.
Isse aapke body ke upar bahut jyada galat asar padta hai.
Aur best option mein tum log ko prefer karunga ki 2 se 3 gram ya fir max to max 4 gram — usse jyada bilkul na khaye. Isse aap logon ko bahut jyada bimari ka samna karna pad sakta hai.
🔁Chhota Sa Tip:
Aapko ek chhota sa tip dena chahta hoon. Jab aap khana banate hain, to ek kaam kijiye: ek tablespoon ki jagah half tablespoon namak daaliye. Is tarah, agar khana thoda salty lage, to aap aur thoda namak daal sakte hain. Yeh aapko half tablespoon namak se bachane mein madad karega.
Aap chaat masala ya lemon juice ka istemal bhi kar sakte hain; yeh aapka achha alternative ho sakta hai. Achar aur papad bhi aap hafte mein ek do baar le sakte hain, lekin inka istemal zyada nahi karna chahiye, warna health par bura asar pad sakta hai.
Daal aur sabzi mein aap garlic ka istemal zyada kijiye. Aur jo namak hai, use kam se kam karne ki koshish kijiye. Yeh aapke liye aane wale samay mein kaafi faidemand hoga. Agar aap apni daily life mein thoda-thoda karke kam namak khayenge, to saal bhar mein iska ek bada fark aayega jo aapko hairan kar dega.
✅ Conclusion:
Aakhir mein, main bas itna kehna chahta hoon ki agar aap apni daily diet mein sirf 1 ya 2 gram namak bhi kam khayen, to hafte bhar mein iska kafi bada fayda hoga. Aur saal ke ant tak to iska asar aur bhi zyada dekhenge. Yeh aapki health ke liye faidemand hoga aur aapka future bhi sudharega.
Zyada namak khane se high blood pressure, kidney failure jaise kayi bimariyan ho sakti hain, jinka aapko dhyan rakhna chahiye. Har Indian rozana namak consume karta hai lekin unhe isse hone wale nuksan ka pata nahi hota.
Agar aapko yeh article pasand aaya, to please like aur follow karein hamari website ko. Apne doston ke sath bhi WhatsApp par share karein — neeche diye gaye link par click karke.
Chalo, bye-bye!