IntroDuction-
Subah Jaldi uthna ek aadat to nahi hai lekin ek habit zarur bana sakte ho jisse aapka suhana sa din bane aur badhiya bhi ban sakta hai aapka din.
Aur isi ke saath aapka poora lifestyle bhi change ho jaayega agar aap log daily subah uthne ka practice karte ho.
To aaj kal ki ladai daud wali zindagi mein ekdum subah ke 5:00 baje uthna agar aap log uthne practice kar lete ho to aapka health, mind and career tension — in saare cheezon mein na ek bahut badi badlav dekhne ke liye milta hai.
Aur isi cheez ke baare mein aaj ke article ke andar hum log discuss bhi karne wale hain.
Teen se lekar 5:00 baje tak ek “Brahma” hota hai jo ki Sanskrit mein basically kaha jaata hai.
Fresh Mindset & Mental Clarity -
Aur isey bahut badi unchi darja bhi diya jaata hai aur maana bhi jaata hai ki subah ke 3 se 5 baje tak Brahma Muhurt hota hai.
Aur is time par hamara mann sabse zyada active & creativity — matlab creative hota hai.
kyunki early sunlight jab aapke upar padta hai na to aap log ko Vitamin D naturally milta hai
aur isse aapka immunity and mood dono boost ho jaata hai — like improve hona start ho jaata hai.
To is time par uthne ka bahut zyada se zyada koshish kijiye kyunki is time par aapka stress kam rehta hai
to productivity karne ka chances increase ho jaata hai
aur aap log zyada se zyada kaam bhi kar paate ho.aur isse aapka screen time control bhi aa jaata hai.to hota ek hi — aapka skin bhi kaafi calm down hota hai aur gala bhi thik hone lagta hai na.to kaafi zyada safal hone ka chances badh jaata hai and productivity bhi increase ho jaata hai.aur studies karte ho to aap logon ko kaafi accha result milne ka chances rehta hai. dimaag kamzor hota hai to uss time par na tum log kaam kar sakte ho subah ke time par — matlab early morning mein aap padhai waghaira kar sakte ho.
dhyan laga kar aap log kar paoge,
productivity mein ab woh kaafi zyada improvement dekhne ke liye mil jaayega.
Aur subah ka time sabse zyada best hota hai workout karne ke liye, kyunki is time par aap log ko full energy milta hai workout karne ke liye.
Aur agar aap log workout karke weight ko gain karna chahte ho ya phir lose karna chahte ho na to yeh wala time aapke liye best hone wala hai kyunki is time par na aapke sharir mein full energy rehta hai, ek urja rehta hai.
Conclution-
And early uthne ka ek aur fayda bhi hota hai — is time aapko na Vitamin D kaafi zyada milta hai,Aur is time par uthne ke baad aapka kam budget stress hota hai na, woh bhi kaafi zyada kam ho jaata hai.Basically is cheez ko aap log ek discipline bana kar chal sakte ho.To aap log ek kaam kar sakte ho — jaldi so sakte ho Aur isiliye jab aap log so jaate ho zyada se zyada phone kam use karte ho Aur jab aap log raat ko jaldi so jaoge to abhi isi baat mein subah aapka jaldi aankh khul jaayega. Aur jaise ki aap log ko bataya tha — ab Brahma Muhurt mein aap log kuch bhi activity karoge Is time par aap log poora focus ke saath apna kaam kar sakte ho Aur jinka bhoolne ka bimari rehta hai na, kam hota hai, Aur agar aap log workout karna chahte ho to is time par workout bhi karna chahiye. Jo aapko marzi na wahi cheez kar sakte ho kyunki aap jo bhi cheez karoge na